Love and money

Insan بےبس tab ho jata ha jab apna he moo mor laita hai

Ek insan dosra insan sa kya chahta hai

دولت sa بھڑ kar koe cheez ni hoti kya

Kya hum ya sochta hai! 

Agar دولت na raha to insan kya kare ga

Hum ku hr cheez ko paiso ma تولتے  hai

Sochiya agr hum rishta paiso sa khareed la
To wo to hamara sath tab tak raha ga jb tak ap pass paisa ha

Agr paisa na raha to wo rishta b sath chor daita hai

Insan Ko chaheya wo apna andr payer muhabbat خلوص  paida kare

Kunke ya wo cheeza ha Jo insan Ko hamesha dosra insan sa جوڑ ka rakhti hai


  • Hr cheez ki qeemat ni hoti r na he hr cheez بکاؤ hoti hai💞


Hum dunya ki sub sa qeemti cheez sirf r sirf apna اخلاق sa khareed sakta hai

Jab hum Mar jata ha to log ya yad ni rakha ga ka 

Ap pass kitni دولت thi 

Balka kaha ga kitna اخلاق aur  محبت wala insan tha

Apna dil ma ek dosra Liya payer paida kare 

Na ka ek dosra ki dolat ki hawas

                                                         Meena. 

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart