Death

Insan ka asal ghar kon sa ha

Wo jo wo is dunya ma bnata ha

Jis ma wo apna azizo sath rehta ha

Jis ma wo apni zindagi ki lakho bahara dekhta hai

Jis ma wo apna Bacho Ko khushiya dekhta hai

Kya ya sub hamesha insan sath rehta hai

Kya ya log Jin liya insan apna din-o-rat ki parwa ni krta

Jb insan marta ha to wo dafnaya jata hai

Haqiqat ma wohe uska gar hai

Jaha usay akela rehna hai

To phir hum log is dunya ka garo Liya khud ko ku aziyat ma dalta ha

Ku apna apna hiso Liya rishto ka taqadus pamal krta hai

Sochiya! 

                           Meena. 

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart