Forgiveness
Ma sochti ho agar insan sa kbi koe galti ho jae
To hum usay maaf ku ni krta ha
Kya saza daina, malamate krna apko khush krta hai
Kya galti insan ka hr rishta sa bare hoti hai
Kya galti insan ki shafqat, muhabbat sa bare hoti ha
Kya insan ya sochta ha ka dosra Ko saza da ka r maaf na kr ka uska nuqsan ka Madawa ho jata hai
Hum galt hai !
Kya hum khuda sa bhar kr hai
Wo khuda jo hr galti gunnah ka bawajood apna banda Ko maaf kr daita hai
Wo khuda jo satar ماؤں sa zayada apna bando sa payar krta hai
Hum ku ni kuch cheeza waqat aur halat pa chor daita
Hum ku ni dosra ki galtiyo Ko ya soch ka maaf kr daita
Waqat sub sa bara مرحم hai
Inteqam kise masla ka hal ni
Kise dard ki dawa nahi
Kise zakham ka Marham nahi
درگزر krna sikha ya sub sa bara marham, dawa r sakoon hai
Jab wo Rab maaf kr sakta to hum ku ni
Sochiya !
Meena.
Comments
Post a Comment