Great things never came from comfort zones
dard kya hai Jo hr insan apni zindagi ma kbi na kbi mehsoos krta haih
Jesa payar ka kaye rang hota, Wesa dard ka b kaye rang hota hai.Kise sa becharna ka dard, kise ko kho daina ka dard, kise ki takleef dekh ka khud dard ma mubtala ho jana, kise ka diya hua zakhmo ka dard.
Hai insan is dunya ma kuch na kuch hasil krna chahta hai.
Lakin us hasil krna ka peecha usay kin kin مراحل sa guzarna parta Ya bs wo he janta hai.
R jb wo hasil kr laita ha to uski khushi uski hr dard aur takleef ko apna anadr سمیٹ samet laiti hai.
Sub sa zayada takleef tab hoti hai jb koe apna apko chor jae.
R kuch log aesa hota Jin ko chahna r paaa laina ka dard hota haih
Chaha wo apko mila Ya nahi phir b sare zindagi dil ka kise kona ma majood hota.
Kise ki takleef ma khush na ho ku ka koe b cheez ap pass sada ni rehti.
Na he gum r na he khushi
Ya dono cheez us barish ki Tarha ha Jo bin bataye ate r chali jate hai.
Magar zindagi pa koe na asrat chor jati hai.
Dard ma ek dosra ka sahara banya taka jb apko kise ki zarorat ho to ap tanha na ho.
Ya zindagi ka safar ma agr koe sath mil jae insan hr mushkil ka samna kr sakta.
Zindagi ka kuch b bina khoye hasil ni hota.
Zindagi qurbani mangte jo hr insan ko kise na kise rang ma daini parte !
Meena.
Comments
Post a Comment