Importance of relation in our lives
Insan ka اردگرد jitna b log ho
Phir b wo khud Ko tanha samjhta hai
Kya Ird gird logo ka hona apki tanhaye کم kar sakta
Kya logo ka hona sa apki uljana suljh jate hai
Kya logo ka bs آس پاس rehna he kafi hota ha
Sochiya!
Jb insan ka pass itna waqat na ho ka wo bat kar saka
Aesa pass hona ka kya فائدہ ap kise pass do منٹ Beth na saka
Ap pass hota hua b itna masroof ho ka dosra ki tanhaye na door kr saka
Apko pata hai aesa ku hai!
Kuch ka jawab ya ho ga waqat ni hai
Kya kise pass bethna kise ki دلجوئی karna, kise ka masla suna kitna waqat lagta ho ga
Had دس منٹ ya zayada sa zayada پندرہ منٹ
Kya jo waqat hum mobile pa betha dosro sath chatting ma خرچ kar raha hota, bahir dosto sath outing pa صرف kr raha hota hai.
Kya isma sa kuch waqat hum apna apno Liya ni nikala sakta
Wo be khud Ko tanha na samjha
Pass hota hua wo kise r sa umeed na lagaye
Waqat zaroor قیمتی hai
Lakin agr us ma kuch waqat apno Liya nikal Liya jae
To jan li Jiya ya
گھاٹے کا سودہ نہیں
Apno r unka sath sa بھڑ kar kuch nahi
Waqat Di Jiya r محبتیں bantiya
Sochiya ga zaroor
Meena.

Comments
Post a Comment