Inspirational words 2
- Kash ka hum soch paita ka hamre bate
- Dosro ka zehan pa kya asrat muratab krti hai
- R kis kadr dosra hamre waja sa ranjeeda ho jate hai
- Apna dil Toota to log kehna lagta
"dil to sheesha hota hai, sheesha totna ki
Awaz to ate hai, par dil totna ki awaz ni
Ate"
Khud ka dil dukha to آہوبکا shuru kr daita
Lakin jb dosro sath khud aesa krta to tb yad ni
Rehta ka dil to sheesha hai.
Kise ko apna lafzo ka تیروں (teero) sa is kadr
Zakhmi na kare ka, wo چاہ ka b un zakhmo ki
Chuban r dard برداشت (bardasht) na kr saka
R uska dil sa na chahta hua b ap Liya badua بدعا
Nikal aye.
Toota dil ki آہ to arsh tak jate hai .
Sochiya ga zaroor!
Khud ka dil ka sath sath dosro ka dil ka b
Khayal rakha.
Meena.
Comments
Post a Comment