Misunderstanding in relations
- Galt Fehmi kya ha Jo Rishto ma ajae to rishta Kha jate hai
- Galt fehmi matlab kise ka bara ma khud he koe guman kr laina
- Kise dosra sa pocha us sa bat kiya begair usay galt samjh laina
- Dil he dil ma ya galt fehmi bugz, nafrat, hasand r intekam ki aag paida kr daiti ha
- Rishto Ko demak ki tarha khokhla kr daiti hai
- Aur ek din ya galt fehmi hum sa wo hr cheez door kr daiti ha Jo hamein khud sa zayada aziz hoti ha
- Agar hum khud sa he andaza lagana ki bajaye
- US insan sath Beth ka bat kr la us say poch la
- Wo kuch second ki bat apko kya kuch khona sa Bacha sakti ha
- Galt fehmi insan ka sakoon barbad kr daiti hai
- Khud sa koe guman na kare
- Zaroori ni Jo hum soch raha ha Jo samjh raha hai wo he thek ho
- Rishta waqat r itemad mangata hai
- Lehaza unha waqat Di jiya r galt fehmiyo ko jaga na Di jiya
Meena.
Comments
Post a Comment