Multiple personalities
Insan apni shaksiyat ki waja sa pehchana jata
Lakin aj ka waqat ma :
To log apni shaksiyat Ko pta ni ku
Dosro Liya kahi dafan kr daita hai.
Banawati (بناوٹی) cheezo, rishto sath sath khud ko b ek بناوٹی cheez bna Liya hai.
Jesa chaha khud Ko badal laita hai
Lakin aesa krta krta wo khud ki shaksiyat (مسخ) kr daita hai.
Lakin ek bat yad rakha ap aesa kr ka khud sath he zulm kr raha hai.
Yad rakhiya :
Jo image ek bar dosro ki nazar ma ban jate hai wo hamesha wesi he rehti.
خواہ ap phir dosro Ko samjhana ki jitni b khoshih kr la.
Ap jesa hai wesa he raha kise liya badal ka kya milta hai. Jo ap ka ha wo apko wesa he kabool kare ga jesa ap hai.
Han agr badalna he ha to khud ko apna Liya badla, apni bure adato Ko chor kr achi adata apnaye.
Khud Ko dosro Liya khatam na kare. Ap Jo
Mrzi kr la. Log phir b koe na koe burae
Dhond la ga.
Agar badalna ha achaye Liya badlo na ka
Dosro ki pasand na pasand pa depend na
Kare. Wo siwaye khud Ko tabah krna ka kuch
Ni.
Ma jesi ho wesi he rehna kise Liya khud Ko
Kabi ni badalti.
Meena.

Comments
Post a Comment