Realities of life
Insan Jo chahta ha wo hasil kr ka b khush ni hota
Aur Jo ni chahta wo hasil kr ka mutmaeen ku ho jata ha
Ya pasand r na pasand, hasil r la hasil ki jang ma phansa ku rehta
Kya Jo hum chahta ha wo mil jana he kafi hota ha
Hamein sakoon ku ni milta Jo hum chahta ha usay paa ka
Akhir ya sakoon ha kya jis ki talash ma insan ki justuju he khatam ni hoti
Kya hum apna andar ki awaz sunta ha
Hamra andar ek dil ha
Wo kya chahta ha
Hum to dil r demag ki jang ma dil ko hara daita ha
R sakoon Ko b khudi apna hatho dafan kr daita ha.
Meena.
Comments
Post a Comment