What is love?
- Payar kya hai !
- Ya ka hum jesa pasand krta hai.
- Jis ko pana ki khawahish krta hai.
- Jesa hum apni zindagi ma ek khas makam daita hai
- Jis ka liya hum hr ek had حد par krna ka liya tayar hota hai.
- Zindagi ka hr khubsurat lamha un sath guzarna chahta hai
- Par ek bat ka jawab da :
Payar Ya to ni na Jo hum chahta
Hai Wesa he ho. Payar to dosro liya jeena
Ka nam hai. Khud ko fana kr ka dosro ko
Zindagi daina ka nam.jis sa payar ho uski
Raza ma razi rehna ka nam hai.
Khud roo ka dosro ko hansana ka nam.
- Us pool Tarha jo apni khushboo sa hr insan ko mehzoz krta hai
- Bina us insan ko jan-e-pehchana, ka apna ha ya paraya.
- Payar ma zid r Ana ni hoti
- Jis ma ya do cheeza ho wo payar ni hota.
- Aesa insan na to khud sakoon sa rehta r na he dosro ko sakoon sa rehna daita.
- Payar daina ka nam ha laina ka nahi
Yad rakhiya!
Payar ka bohat sa rang aur roop hai
Jis ma sa sub sa khubsurat rang (Maa) ka payar
Ka hai.
- Maa Jo khud ko mitta daiti hai apni olad liya
- Apni olad sa uska payar بےلوث aur Bina مفاد ka hota hai.
- Khud ko khatam kr ka apni olad ko parwan charhati hai.
- R badla ma kuch b ni mangti
- Payar ka hr rang khubsurat hai
- Lakin ap in sa tab tak مستفید (mustafid) ni ho sakta jb tak khud in rango ma ڈھل (dhal) na Jae.
Sub logo sa payar kare Jo ap sa payar krta r un sa b jo ap sa payar ni b krta.
Meena.
Comments
Post a Comment