"All great and precious things are lonely "

          

Insan baz okat tanha rehna chahta hai
Khamosh kise kona ma bina kise sath ka
Khud ma chal Rahi jang ka sath
Khud ma chupa hua dard ka sath
R Toota hua dil r khawabo ka sath
Dunya ka makro fareb sa door
Zaroori to nahi insan Khamoshi peecha koe waja ho
Kya insan khud liya itna ikhtiyar b ni rakh Sakta
Wo tanha rehna saka
Baz okat wo khud ma kuch swalo ka jawab dhondhna chah raha jota
Jo Dunya ka chor ma sunaye ni daita
Apno ka rawayo ma gum hua hota
Wo band honto ka sath khud sa mukhatib hota hai
Dunya ka bona hua jalo sa nikalna ki takkabur hota
Kise ki tanhaye ma Uski majboore mat dhondha
Balka Uski himat o takat andaza lagaya
Dunya ma akela aye r akela jana
To phir kise ka sath ki chah ka kya krna
Dunya ki lazato ma gum ho ka
Khud ko bhula diya mena

Kuch waqat ka sath manga tha

Waqat na he mitta diya hamein

                                                         Meena.

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart