Egotistic

 Anna, takkabur insan ka sub kuch deemak
Ki Tarha kha jata hai.
Jb hum jukhna ni chahta, khud ko sub sa bala tar
Samjhta hai,
Wo insan Jisa garoor ma kuch dekhaye ni daita.
Wo apna sub kuch apna he hatho khatam kr daita hai.
Takkabur kesa kis cheez ka
           Dolat Jo ani Jani cheez hai, khubsurti Jis na
           Ek din burhapa ma badal jana.

Anna sub sa zayada asar andaz rishto pa hoti
شوہراوربیوی Ya gare (گاڑی) ka do پہیوں ki tarya hoti ha
Ek kam dosra zayada kr ka chal jati hai
Lakin agrag dono he ek dosra sath akar jae Jo Ya gare wahe ruk jate.
Rishto ma jukhna parta kise ko kam kise ko zayada jukhna parta hai.


Agar kbi galti ho jae to usay man kr aga bhar jae
R dosro ko chaheya usay Maf kr ka ala zarf hona ka sabot da.
Lakin agr akar jae na koe galti mana r na dosra maf kare to rishta mazeed uljh jata.

Baz okat to aesi khamoshi hoti ha jo andr he andr insan ko nigal Rahi hoti.
Ek dosra sa bat ki jiya ek dosra ko samjhiya ek dosra ki qurbaniyo ko سراہے,jo ek dosra pa haq ha usay samjhiya.
Na ka bs apna haqooq ki tak ma raha.
Rishta khubsurat lagta r zindagi haseen.
Apni Anna ko side pa rakh da r dekhaye ap kya kuch khona sa Bach jata hai. Mukhlis rishta kismet sa Milta in ki kadar kijiya.

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart