Goal of life
- Is dunya ma koe b cheez bina maqsad ka nahi hai.
R chanad kam rat ma apni chandni phailana
Wesa he insan b is dunya ma kise na kise maqsad ka sath paida hua hai
R wo hr waqat us maqsad ki talash ma rehta hai
Jb wo maqsad mila jata hai to phir wo uska pura krna ma dil-o-jan laga daita hai.
Jo kise ko phal, kise ko apni (چھاؤں) ma saya daita
Wesa he insan ko b chaheya khud ka maqsad talash kare r us maqsad pa chal wo is dunya ma ana ka apna task pura kare.
Maqsad aesa ho Jo apka bad b log us sa rehnomaye hasil kare.
Zindagi ki hr lehar ma ha ek maqsad
Jo dhond lo to khubsurat hai zindagi
Apna maqsad ko janiya!
Wo log jo dosro ki ٹو ma rehta r apna sa zayada dosro ka maqsad ki tak ma rehta.
To Yad rakhiya aesa logo ki misal aesi hai
Khali hath is dunya ma aye r khali hath he wapis chala jata.
Khud ko janiya bin maqsad koe zindagi ki
R agr maqsad mil jae to jan li jiya ap ki shaksiyat mukamal ho jae ge.
Meena.

Comments
Post a Comment