Power of imagination make us infinite
Insan ki zindagi choti par khawahishat la mehdood hai.
Insan ka pass sub kuch hota hua b wo kise na kise cheez ki justuju ma laga rehta hai.
Kise dosra ka pass kuch dekh ka
Uski chah krna lag jana.
Magar ya sochta he ni ka kya wo us cheeza
Ko paa ka khush hai.
Hum apni asal Dunya ko side pa rakh ka
Khayalo ki dunya ma rehna lag jata hai.
Khawahishat sheesha pa pare us dhond ki Tarha hai.
Jab usay saf Kare to khud sa samna hota hai.
Hr cheez ko pana zaroori to ni
Kuch cheez ko waqat r halat pa b chor daina chaheya.
Jo ap ka ha wo apko mil ka rehna
Koe ap sa ni cheen sakta
Hamre zaroryat kbi b hamre khawahishat ka barabar ni ho sakte
Kise cheez ko dil ma gar kr laina sa pehla
Us ka sub pehluao ko Jan la.
Khawahishat kbi b sakoon sa ni jeena daiti
Isliya Jo ha usi pa shukar krna sikha
R Jo ni ha uski khoshih kare
Lakin gum na kare
Meena.

Comments
Post a Comment