Quality of person voice

Insan ka lab-o-lehja uski shaksiyat ki akasi عکاسی) krta hai

Insan chaha to apna لبولہجہ (lab-o-lehja)  sa dosra ko apna garwida kr la r chaha to apni بدگوی(bad goye) ki waja sa dushman..

Hamra moo sa nikalna wala alfaz hamre zehniyat ki tarjumani krta hai. 

Baz log apna moo sa nikla alfazo ki waja sa dosro ko is kadr ranjeeda kr daita hai to kbi bhol ni pata.

Moo sa nikla alfaz us teer (تیر) ki Tarha ha Jo ek bar  (کمان)  kaman sa nikal jae wapis ni ata 

Magar teer ka zakham to thek ho jata hai 

Lakin zuban ka laga teer ka zakham kbi ni bharta 
Jb jb wo yad ata hai zakham phir sa hara ho jata hai

Insan ku ni bolta waqat behatreen alfazo ka intekhab (انتخاب) krta 

Insan ko shayad lagta hai ka dosro ko uska lehja ki talkhi(تلخی)  ka pta ni chala. 

Ya insan ki sub sa bare galt fehmi hoti hai. 

Ap apna lehja sa Jo kuch bta jata wo apni kise r harkat sa ni bta Sakta. 

Baz log apni bato ka sahar سحر ma dosro ko is Tarha (محو) Krta hai ka dosra ko uska elawa kuch nazar ni ata. 

R kuch logo ki bate is kadr Zahra alooda(زہرآلودہ) hota ka dosra ki rago ma پیوست ho jata hai. 

Agr tanqeed b krni ha to is Tarha kare ka dosro ko bura b na laga r apki bat b us tak pohanch jae. 

Kuch log to jan boj ka aesa alfazo ka chunao( چناؤں ) krta Jis sa dosro ko aziyat pohncha r unko taskeen (تسکین). 

Ek bat yad rakhiya, kise ka sath utna he bura
Kare jitna kal ko ap bardasht(برداشت) kar sake. 
Dunya gol ha ghom phir ka sub ap pass he
Wapis ana. 

Sochiya ga! 

Meena.

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart