Sacrifices of life

Qurbani kya hai, yahe na ka khud ki khushi pa dosra ki khushi ko foqiyat daina. 
Apni khawahish pa dosra ki khawahishat ko tarjeeh daina. 
Apni pasand pa dosra ki pasand ko ehmiyat daina. 
Khud b insan kuch paina liya bohat kuch qurban krta hai. 
Ek jawan kamyab hona liya apni pure tawajah apna maqsad ko daita hai. 
R us liya wo apni choti sa choti r bare sa bare khushi ko sacrifice krta hai. 
Hum apno liya sub kuch qurban krna liya tayar hota hai. 
R us qurbani ka roop ma Jo khushi usay milti wo deedni hoti. 
Jab hamra waja sa kise ka chehra pa khushi ate insan ka dil ma ek ajeeb itmenan mehsoos hota hai. 

Lakin ek bat yad rakha khud ko itna mat neecha 
Kr la ka  ap kise ko nazar he na aye. 
Hr cheez اعتدال(etadal) mangte hai. 
Hr cheez jb ek مقدار  ma achi lagti, chaha wo khana ma namak ho ya phir payar. 

R hr waqat dosro sa qurbani ki aas ma mat raha 
Ya b yad rakha jb tak khud kuch ni da ga badla ma kuch ni mila ga. 
R agrakise liya kuch kare to usay jitlaye mat, 
Kunke wo qurbani ni balka dikhawa hota. 
R ya sub sa badtareen surat ha insan ka zarf ki. 

Kadar kare aesa logo ki
Dunya ma laina wala zayada r daina
Wala kam Milta.
Meena. 

Comments

Popular posts from this blog

Life is not a piece of cloth

Self-respect

Satisfaction of your heart