Silence is so freaking loud
Khamoshi waha tak pohanchti haiJaha tak hamri awaz ni pohanchti
Khamoshi un darwazo ki chabi hai
Jaha tak hamre dastak sunaye ni daiti
Alfazo ka sehar Khamoshi ka samna mand par jata hai.
Khamoshi ma chupa dard, r sawalo ka poshida jawab sirf wahe sun Sakta Jis ka dil o demag ki ankha khuli ho
Kunke ankha to sub pass hoti Lakin dekhna ki salahiyat kise kise pass hoti
Kuch log Khamoshi ma chupa hua choor ko b sun laita
Kuch lab sa nikla lafzo ko b sun ni paita
"Uska khamosh labo pa ilteja thiMena sun ka b un suni kr di
Uska sehma hua dil ki sada thi
Mena band kano sa b sun li
Uski khamoshi na dil pa di dastak
Mera siya hua labo ki gira khud ba
Khud khul gae.
Meena.

Comments
Post a Comment