Sleep is such a luxury, which I can't afford
Neend insan ka liya ek neymat (نعمت) sa kam ni hai
Jb hum sota hai to hum apna hr gum, takleef, parashani ko bhol jata hai.
R ek naye khawabo ki dunya ma chala jata.
Jaha hum rango sa bare khubsurat zindagi khawab dekh raha hota
Jo hr dukh, takleef parashani, zimadariyo r bhoj sa azad hoti hai.
Aesa log bohat khush kismat hota jo aesi nend sota.
Jb insan rat ko apna sub kam nipta ka sona liya bistar pa jata.
Jo wo so ni pata, uska demag ki uljana Ana wala kal ki parashani, apno ki parashaniya uska demag ma ek circle ki tarha ghomna lagti.
Ab kya ho ga, ya kesa ho ga, wo kesa ho ga.
Ya ho gaya to kya karo ga wo ho gaya to kya Karo ga.
Insan apna andr he ek jang (جنگ) larna lag jata.
Baz oqat rat ki khamoshi b ek neymat sa kam ni hoti,
Insan khud sa wo sub kuch keh paita jo wo zindagi ka shor ma sun ni paita. Wo khud sa kalam krna lag jata apni sub takleef khud sa bantna lagta hai, Jaha usay kise ka sahara ki zarorar ni parte wo khud ek mazboot Sahara ka Toor pa khud liya khara hota hai.
Tanhaye ma roo ka dil ka bhoj halka krta r us waqat uska ansoo saf krna wala b wo khud hota.
Baz oqat rat b insan pa bhare hoti r insan dua krta kb Ya rat ka andara khtamk ho r soba ka suraj طلوع ho. Ek naye din r naye umeedo r umango sath.
Ya Rab hamein b sakoon ki Neend ata kr.

Comments
Post a Comment