Summer will end soon enough, and childhood as well.
Hr insan ki zindagi kuch hiso ma bante بٹی hoti hai
Us ma sa ek hisa bachpan hota hai
Bacha jb is dunya ma ata to wo maa bap ka sath pura khandan liya musarat ka باعث hota.
Hr insan is marhala sa guzarta.
R bohat si khubsurat yado ko سمیٹتا hai.
Ya wo waqat hota jb bacho ko zindagi ki koe sakhti takleef, azmaysho Aur waqat ki thokro ka adrak ni hota.
Wo hr cheez sa bala tar hota hai.
Khud ka sath sath wo apna sa jura logo ki b gum aur takleef bula daita.
Bacho ki chote chote harkata unka moo sa nikalti hue bate jesa insan ka sub dukh r dard apna andr سمیٹ laiti.
Insan unki اٹکھیلیوں tarf is Tarha matwaja hota ka kuch dair liya jesa sub kuch us liya sakin ho jata.
Par waqay kise liya ni tehrta, r ek din wahe bacha apna bachpan sa nikal ka ek naye marhala ma dakhil ho jata.
Jaha usay wo sub kuch krna r sehna ha Jin sa wo ab tak door raha.
Ya chehra ki masomiyat waqat ka hatho kahi kho jati
R insan zindagi ka صحرا ma zaroryate zindagi ki talash ma nikal parta.
Lakin ek bat yad rakha kuch logo ko waqat bachpan ma he bara krta r unki wo masomiyat kahi kho jate.
Lakin hr insan kbi na kbi ya خواہش krta ha ka kash wo bacha be hota.
Zindagi itni asan ni is ko talkh haqeeqate insan sa bohat kuch cheen laiti.
"jesa hr bahar ka bad khiza hai, wesa he hr bachpan ka bad jawani r burhapa hai".
Meena.

Comments
Post a Comment