A little advice.
Kuch logo ko dosro ka aybo pa
Bare nazar b hoti,
Un pa tajziya, tabsara b hota
Bato Bato ma unki tazhik b krta
Lakin apna ayeb unka kya
Un pa sharmindagi ni hoti
Dosro Liya to zuban bare chalti
Apna aybo ko kya socha hai
Khud ka samna kesa krta ho
Rat ko nend kesa ate
Halk ma nawala kesa utarta
Sheesha ma shakal kesa dekhta
Sochiya!
Jab khud ka ayeb Sara bazaar khula ga
sub sa pehla wahi hath ap tarf utha ga
Jo apki khushamada krta takhta nahi tha
Wahe zuban apki malamata kare ge
Jo apni tarefo ka pull bandhta ni thakta tha
Sambhal jaiya
Waqat bohat bure cheez
Kab palt jae
Pta ni chalti.
Meena.
Well said 👍
ReplyDelete