Some questions
Baz okat khamoshiya itni taweel ho jate hai
Hum chah ka b inko Toor ni sakta
R jab tak andaza hota hai
Hum wo sub kho chuka hota
Kahi apna hum sa door ho gae hota
Kahi khawab toot chuka hota
Kahi raz dil ma he dafan ho jata
Kahi sawal bin jawab ka reh jata
Kahi zakham bin dawa ka reh jata
Kahi hasrata dil ma he reh jate
Hum In sawalo ka jawab Liya
Kabi koe dastak he ni daita
Kbi Anna, kbi Gusa,kbi zid, kbi nafrat ma
Insan bas samjhna sa kasir hota
R zindagi ikhtetam ho jate.
Meena.
Comments
Post a Comment