End of the year
Soch ay Insan to kya hai
To to hawa sa urta ek tinka hai,
To to ek diya hai,
Kb chaha bhuj jae
Apno sa dor
Darwazo ma band
Zindagi ki talash ma
Dobba hua suraj hai
To kya jana to kya hai
Phir ana kis bat ki,
Phir hirs kis bat ki,
"to Na jana to kya hai
Ya to tera waham ha to badshah hai"
To to ek waba sa dar gaya
Dubak ka gar ma chup gaya
Dekha to kya ha
To badshah to dor to ek chota sa kera.
Meena.
Wah kyaa baat he zbrdst
ReplyDelete