Questions of life
Zindagi faqat ek sawal ha
Hum jis ki talash ma ha
Wo faqat ek jawab hai
Jawab kya hai hum iski talash ma
Hr dushwar rasto sa guzarte
Hr dehalwan ma utarta
Samundur ki mojo ma dobba
Is dunya sa us dunya ki talash ma
Khoye hua apno
Toota hua khwabo
Chupa hua razo ki talash ma
Mil gae to us par ha
Na Mila to jeena muhal ha.
Meena
Comments
Post a Comment