The scales of justice are in disarray
Ya to hum Na suna ho ga!
Takre (weighing scale) ka tol barabar hona chaheya ;
Chaha wo kise cheez ki kharedo farooqat ho,
Chaha wo rishta ma baid baho ho,
Ya phir Insaf ka Takaza.
Magar kya hum ya sochta hai kbi!
Agr takre ek tarf zayada jhuki hue ho to takre ka dosra hisa upper ki tarf chala jata,
To hum kehna Lagta ha taul barabar ni.
Na insafi hue hai,
Rishto ma darara parna lagte hai
Lakin Ma ek nukta Jo mjhe Acha Lagta hai
Wo ya ha ;
"ek tarf zayada wazan hona ka bawajood b takre ka wo hisa jhuka rehta hai jb ka dosra hisa khali hona ka bawajood upper ki tarf uth jata hai. Kunke wo khali hona ka bawajood us ma bohat kuch hota, Na insafi ki surat ma makafate amal, wazan barabar Na krna pa ba-barkate, r Rishto ki surat ma us Insan ka hisa ka Allah ki muhabbat ate.
Ap kise sath kuch b galt kr la, R kitna b bara ban Jae mukadar hamesha paste he hoti apka, R Jo haq par hota wo khali hath reh ka b bohat kuch hasil kr laita"
Zindagi na bohat kuch sikhaye hai
Apki kya Soch, zaroor share kariya ga!
Meena.
Comments
Post a Comment