Sorrows of life
"Gum batna sa kam ho jata ha Ya suna ho ga ap Na ! Lakin ma is bat ko ni mante Kunke aj ka waqat ma log Khush hota ha kise ko takleef ma dekh ka Unka Liya kise ka Ehsasat, jazbat r takleef ki koe hasiyat ni hote. Unha sirf ek he cheez ate, tamsha dekhna, mazak urana r khush hona, Kunke shayd ya hr Insan ki fitrat hai, Hum khush ni to dosra b khush Na raha. "ay gum to dil ma he rakh ho ja Ya Na ho sare bazar tamsha lag Jae". Meena.