Sorrows of life
"Gum batna sa kam ho jata ha
Ya suna ho ga ap Na !
Lakin ma is bat ko ni mante
Kunke aj ka waqat ma log
Khush hota ha kise ko takleef ma dekh ka
Unka Liya kise ka Ehsasat, jazbat r takleef ki koe hasiyat ni hote.
Unha sirf ek he cheez ate, tamsha dekhna, mazak urana r khush hona,
Kunke shayd ya hr Insan ki fitrat hai,
Hum khush ni to dosra b khush Na raha.
"ay gum to dil ma he rakh ho ja
Ya Na ho sare bazar tamsha lag Jae".
Meena.
👍
ReplyDelete