The scales of justice are in disarray
Ya to hum Na suna ho ga! Takre (weighing scale) ka tol barabar hona chaheya ; Chaha wo kise cheez ki kharedo farooqat ho, Chaha wo rishta ma baid baho ho, Ya phir Insaf ka Takaza. Magar kya hum ya sochta hai kbi! Agr takre ek tarf zayada jhuki hue ho to takre ka dosra hisa upper ki tarf chala jata, To hum kehna Lagta ha taul barabar ni. Na insafi hue hai, Rishto ma darara parna lagte hai Lakin Ma ek nukta Jo mjhe Acha Lagta hai Wo ya ha ; "ek tarf zayada wazan hona ka bawajood b takre ka wo hisa jhuka rehta hai jb ka dosra hisa khali hona ka bawajood upper ki tarf uth jata hai. Kunke wo khali hona ka bawajood us ma bohat kuch hota, Na insafi ki surat ma makafate amal, wazan barabar Na krna pa ba-barkate, r Rishto ki surat ma us Insan ka hisa ka Allah k...