Neend insan ka liya ek neymat (نعمت) sa kam ni hai Jb hum sota hai to hum apna hr gum, takleef, parashani ko bhol jata hai. R ek naye khawabo ki dunya ma chala jata. Jaha hum rango sa bare khubsurat zindagi khawab dekh raha hota Jo hr dukh, takleef parashani, zimadariyo r bhoj sa azad hoti hai. Aesa log bohat khush kismat hota jo aesi nend sota. Jb insan rat ko apna sub kam nipta ka sona liya bistar pa jata. Jo wo so ni pata, uska demag ki uljana Ana wala kal ki parashani, apno ki parashaniya uska demag ma ek circle ki tarha ghomna lagti. Ab kya ho ga, ya kesa ho ga, wo kesa ho ga. Ya ho gaya to kya karo ga wo ho gaya to kya Karo ga. Insan apna andr he ek jang (جنگ) larna lag jata. Baz oqat rat ki khamoshi b ek neymat sa kam ni hoti, Insan khud sa wo sub kuch keh paita jo wo zindagi ka shor ma sun ni paita. Wo khud sa kalam krna lag jata apni sub takleef khud sa bantna lagt...