Posts

Showing posts from April, 2020

Great things never came from comfort zones

dard kya hai Jo hr insan apni zindagi ma kbi na kbi mehsoos krta haih Jesa payar ka kaye rang hota, Wesa dard ka b kaye rang hota hai. Kise sa becharna ka dard, kise ko kho daina ka dard, kise ki takleef dekh ka khud dard ma mubtala ho jana, kise ka diya hua zakhmo ka dard. Hai insan is dunya ma kuch na kuch hasil krna chahta hai. Lakin us hasil krna ka peecha usay kin kin مراحل sa guzarna parta Ya bs wo he janta hai. R jb wo hasil kr laita ha to uski khushi uski hr dard aur takleef ko apna anadr سمیٹ samet laiti hai. Sub sa zayada takleef tab hoti hai jb koe apna apko chor jae. R kuch log aesa hota Jin ko chahna r paaa laina ka dard hota haih Chaha wo apko  mila Ya nahi phir b sare zindagi dil ka kise kona ma majood hota. Kise ki takleef ma khush na ho ku ka koe b cheez ap pass sada ni rehti. Na he gum r na he khushi Ya dono cheez us barish ki Tarha ha Jo bin bataye ate r chali jate hai. Magar zindagi pa koe na asrat chor jati hai. Dard ma ek dosra ka sahara banya...

What is love?

Payar kya hai !   Ya ka hum jesa pasand krta hai.  Jis ko pana ki khawahish krta hai.  Jesa hum apni zindagi ma ek khas makam daita hai Jis ka liya hum hr ek had  حد par krna ka liya tayar hota hai.  Zindagi ka hr khubsurat lamha un sath guzarna chahta hai Par ek bat ka jawab da :                                   Payar Ya to ni na Jo  hum chahta                  Hai Wesa he  ho. Payar to dosro liya jeena                  Ka nam hai. Khud ko fana kr ka dosro ko                  Zindagi daina ka nam.jis sa payar ho uski                  Raza ma razi rehna ka nam hai.                 Khud roo ka dosro ko hansana ka nam....

Self-respect

Izzat-e-nafs (عزتِ نفس) kya hai!                            "apki خوداری (khudari),koe mushkil                              Ho kise aga hath na پھیلانا،  kise ka                          Aga sawal daraz na krna" parashani                          Ho to apna Rab ki tarf madad liya                         Hath uthana, na ka dunya walo ki tarf.  Yad rakhiya!                        Jis tarha hum apni qeemti cheezo ki                       Parwa krta hai, use tarha apni Izzat-e-         ...

Multiple personalities

Insan apni shaksiyat ki waja sa pehchana jata Lakin aj ka waqat ma :                         To log apni shaksiyat Ko pta ni ku                          Dosro Liya kahi dafan kr daita hai. Banawati (بناوٹی) cheezo, rishto sath sath khud ko b ek بناوٹی cheez bna Liya hai. Jesa chaha khud Ko badal laita hai Lakin aesa krta krta wo khud ki shaksiyat (مسخ) kr daita hai. Lakin ek bat yad rakha ap aesa kr ka khud sath he zulm kr raha hai. Yad rakhiya  :                   Jo image ek bar dosro ki nazar ma ban jate hai wo hamesha wesi he rehti. خواہ ap phir dosro Ko samjhana ki jitni b khoshih kr la.             Ap jesa hai wesa he raha kise liya badal ka kya milta hai. Jo ap ka ha wo apko wesa he kabool kare ga jesa ap  hai.         Han agr badalna he ha...

Inspirational words 2

Kash ka hum soch paita ka hamre bate  Dosro ka zehan pa kya asrat muratab krti hai R kis kadr dosra hamre waja sa ranjeeda ho jate hai  Apna dil Toota  to log kehna lagta            "dil to sheesha hota hai, sheesha totna ki               Awaz to ate hai, par dil totna ki awaz ni               Ate"        Khud ka dil dukha to آہوبکا shuru kr daita        Lakin jb dosro sath khud aesa krta to tb yad ni         Rehta ka dil to sheesha hai.        Kise ko apna lafzo ka تیروں (teero) sa is kadr       Zakhmi na kare ka, wo چاہ ka b un zakhmo ki      Chuban r dard برداشت (bardasht) na kr saka      R uska dil sa na chahta hua b ap Liya badua بدعا       Nikal aye.       Toota dil ...

Selfish people's

Hum na aksar sunta hai!                 "iski ankho ka aga parda para hua hai"  Hum aesa ku kehta hai,        Is ki waja ya ha ka hum such Ko such r jhot Ko jhot kehna sa کتراتے (katrata) hai Aesa krna sa na to hum kise ka bhala kr raha hota Balka uska mutradif  hum kise ko apni tarf krna ki khoshih ma hota   Kya wo insan apka ہمدرد (hamdard) ho sakta jo apko sahe r galt ma pehchan na krwa saka r ulta apka galt kiya gae kam pa apki tarf dare kr raha ho.   ہرگز (hargiz) wo insan ap sath مخلص ni. Wo ap sath tab tak hai jb tak uska matlab hai. Jab matlab khatam ho jae ga to wo sub sa pehla apko tanha chor da ga.  Khud ki ankho sa ya parda hathye kon apka apna ha r kon paraya uski pehchan ki jiya.  Agr koe apko apki galti pa danta ya samjhaye usay galt r apna dushman mat samjha.  Aj ka waqat ma aesa log bohat kam milta Jo apki  رہنمائی (rehnumaye) k...

Best friend of yourself

Insan ku hr waqat kise na kise ka sath chahta hai Usay ku apni bate, gum, khushiya بانٹنے (bantana) Liya koe dosra chaheya  Apki takleef btana Liya dosro Ko کندھا(kandha)  chaheya Apna razo Ko chpana Liya dosro ka  سینہ (seena)  Kya insan khud Ko itna کمتر (kamtar) samjhta hai Har موقع(moka)  Par uska ek sath ho Zara Sochiya!  Zaroori ni hr insan apka خیرخواہ (khairkhawa) ho Har insan ap  sa دلی وابستگی(diliwabastagi)  rakhta ho Hr insan apka razo Ko khud sath دفن (dafan) karna ki صلاحیت (salahiyat) rakhta ho Aksar aesa hota hai!          Jesa hum apna رازدار(razdar)  samjhta hai wo choti si تلخ کلامی (talkh klami) Pa apka raz افشاں(afsha) karna Beth jata hai        Apki takleef ka mazak r apki khushiyo sa حسد (hasad) krna lag jata hai.   Isliya apna Liya behtareen logo ka انتخاب (intekhab) kare.  Zaroori ya b nahi!       Koe na koe ho  Ap k...

Innocence

Mera khayal hai!  Hr insan ka andar "masoomiyat chupi hoti hai"  Kise ki masoomiyat uska چہرے sa وضع hoti hai Kise ki masoomiyat uski harkat ma chupi hoti haih Kise ki masoomiyat uska لفظوں ma chupi hoti Masoomiyat chup ku jate!  Kbi waqat insan sa ya چھین laita  Kabi zindagi ki تلخیاں insan sa uska بچپن cheez laiti Kbi waqat sa pehla insan ka soch ka  اعتبار sa bara ho jana us sa ya cheen laita  Hum اکثر  kehta ha na چالاک  hai ya  Kabi ya sochta he ni usay sesa bana pa majboor kis na kiya  Aesa kon si saktiya hai jo usay chatan bna diya  Shayad hum log wo nazar he ni rakhta hai  Jo ki ka dil ki awaz sun saka Hum Jan saka wo kya chahta hai  Jesa Bacha apni معصومانہ harkato sa tawaja apni tarf kr laita wesa bara b aesi harkate krta Lakin usay chalaki, drama keh kr جھٹک daita hai  Har insan payer ka bhoka hota hai Khana Ko kuch na ho chal jata hai  Lakin payar da do bol sub بھلا daita hai Soc...

Hatred

Insan apna andr itni nafrat kaha sa paid a kr laita hai Hum ku kise ki hue تلخ bato ko bhol ni jata Ku جھگڑے mami hue bato Ko demag ma rakta hai Ku apna تلخ rawayo sa dosro ko aziyat pohchata hai Hum ku Jo guzar gaya usay bhol ni jata Hum ku apna لفظوں ki سختی dosro pa istemal krta hai Hum ku na to khud khush rehta  R na he dosro Ko rehna daita  Ya bate ya nafrate ya talkhiya sub yahe reh jae ge Insan ka sath sirf uska اعمال jata hai Dilo sa in کدورتوں Ko nikala  Zindagi bohat choti hai Khud b sakoon sa raha dosro Ko b rehna da Ya سازشیں پینترے apno pa ni balka karobar ma chalaye  In cheezo sa rishto ka دھاگے الجھتے hai سلجھتے nahi  Rishto ko jore na ka apni harkato sa unha is دھانے pa la aye  Apka چاہنے sa b phir na جڑ saka Dunya ma koe cheez بے مطلب nahi  Ya hamre Socho ka خلل hai Apna Liya dosro ka dilo ma رقبتے paida kare Dosra hamein Acha lafzo ma yad rakha Apna zarf ko bara krna sath sath dil ko b bara ...

Beauty of life

Zindagi ki khubsurti kya hai!  Wo خوبصورتی na to insan ka بیرونی husan hai Na he dulat Jis sa wo dunya ki hr آسائش  khareed kr sakta Khubsurti na to apka pass Jo mojood ha us pa itrana hota  Hum ku apni beruni khubsurti Pa man kr laita hai Kbi socha ha Jo haseen tareen log hota wo haseen hota hua khush ku ni hota  Kya khubsurti insan ka naseeb ma khushiya likh sakti  Kitna he khubsurat  چہروں Ko خاکستر hota dekha hai Apko pta ha asal khubsurti kya hai                            Asli husan to apka andr hai jesa hum  kabi dekhta he nahi aur na he kbi koshih krta hai Hamra andr ek dil hai jesa hum baz okat آئینہ  bi kehta hai Asal khubsurti to uska saf hona hai Wo آئینہ  jis ka zariya hum apna sath sath dosro Ki khubsurti Ko b dekhta hai Hamein is sa dunya ki hr cheez khubsurat lagna lag jate hai.  Asal ma chehra khubsurat hona apki seerat ki khub...

Importance of relation in our lives

Insan ka اردگرد jitna b log ho Phir b wo khud Ko tanha samjhta hai Kya Ird gird logo ka hona apki tanhaye کم kar sakta Kya logo ka hona sa apki uljana suljh jate hai Kya logo ka bs آس پاس rehna he kafi hota ha Sochiya!      Jb insan ka pass itna waqat na ho ka wo bat kar saka         Aesa pass hona ka kya فائدہ ap kise pass do منٹ Beth na saka          Ap pass hota hua b itna masroof ho ka dosra ki tanhaye na door kr saka           Apko pata hai aesa ku hai!         Kuch ka jawab ya ho ga waqat ni hai          Kya kise pass bethna  kise ki دلجوئی karna, kise ka masla suna kitna waqat lagta ho ga Had دس منٹ ya zayada sa zayada پندرہ  منٹ            Kya jo waqat hum mobile pa betha dosro sath chatting ma خرچ kar raha hota, bahir dosto sath outing pa صرف kr raha hota hai.        Kya isma...

Teasing others on their faults

Mena suna hai                        "Agar farishta b zameen pa ajae to log unma b koe na koe khami dhond laita" Kya hum sub bilkul perfect hai Hum ma koe khami ni hai Hum sa kuch galt ni ho sakta Hum ku hr waqat dosro ki khamiya dhondna ma laga hota hai Usna aesa ku kiya, wesa ku kiya Ya to ha he aesa, is sa kuch acha ni ho sakta Har waqat kis na kise ka peecha para hota hai Kbi socha hai        Hum aesa ku krta hai         Hum aesa is Liya krta ha dosro ki khamiyo sa         Parda uthata hua hum uska peecha apni         Khamiya chupa raha hota hai. Hum ku khud pa tawaja ni daita hai Hum ku bhol jata ha hr insan ma koe na koe khami hoti hai Sochiya!      Kuch Khamiya aesi hoti ha Jo nazar ate hai      Jb wo nazar ata hai log us pa tanqeed krta ha      To hum koshih krna lagta ha apn...

Silence is killer.

💝 Mujhe lagta hai khamoshi sub sa zayada سخت saza hai Ek insan jesa hum apna sub kuch samjhta hai Wo ku اچانک  itna ajnabi ho jata hai Kya hamre chahat hamri nafrat pa itni حاوی hai Kya insan درگزر karna bhol gaya hai Baz time ma b ek aesi insan ban jate ho Jesa ma khud ni janti  Itni سخت ka mjhe koe nazar ni araha hota  Mjhe lagta hai bs ma he thek ho baki sub galt hai Bat krna chor daina, tawaja daina chor daina chup kr jana Apko pta ha mjhe sub sa zayada kon si cheez جان لیوا lagti hai  Wo hai kise insan ki خاموشی  Wo insan chup hota hai kuch bolta ni hai, na bat  krta hai Lakin phir b uski wo khamoshi کانوں Ko چبھ rahi hoti hai  Wo insan zayada خطرناک ho jata hai Jo chup ho jae US insan ki نسبت Jo bat hota he apna gusa ka izhar kr da Wo jo khamosh ho jata ha wo apna andar ek طوفان Ko جنم da raha hota hai  R wo طوفان nafrat ki سنگین surat اختیار kar laita  Jis ka انجام sirf aurta sirf تباہی hoti hai...

Sorrows of life

Hum na suna hua hai ka          (غم بانٹے سے کم اورخوشیاں بانٹنے  سے زیادہ ہوتی ہیں)  Phir hum ku apni parashaniyo Aur takleefo ko ek dosra sa بانٹتے nahi hai Ku hum dosra sa kuch kehta hua ہچکچاتے hai Ku hamein ya lagta hai dosra hamein sun ka hamre تظحیک kare ga Ku hum na apna اردگرد itni deware کھڑی kar rakhi hai Hum ku apni Ana ka جال ma khud ko پھنسایا hua hai  Hamein ku lagta ha agr hum kise samna roo para to hum kamzoor تصور kiya jae ga Zara sochiya!  Jo log apko samjhta ha ap sa payer krta ha  Wo ku apki takleef ma khush ho ga Wo ku apko kamzoor parna da ga  Wo ku apko تھامے ga nahi Wo b apki takleef ma use tarha tarp raha ha jesa ap Apno Ko btana ki zarorat ni parte  Jo apko payer krta unha bina btaye he pta chal jata Wo apko kehta is Liya ni ka kahi apko unka pochna takleef na da.  Wo apko waqat daita ha r intezar krta ha ka ap kb unha is قابل samjha...

My words

Mera ٹوٹے hua خوابوں  ko koe joor da aka Meri hasrato ka محل Ko tabeer dila da Thak gae ho ab ma ya بوجھ uthata uthata Koe to aka is بوجھ ko hata da Mera dil ki ویرانی Ko koe gulshan bana da Mera روٹھے hua apno Ko koe mana da Kya batao in سلے hua labo sa ma Koe to aka in labo ki ronak ko lota da Socho ma basa bs  us ek سائے ki talash hai US سائے sa mjhe Ko koe to mila da Koe to sun La mera is دل افسردہ ki sada  Ma Thak gae ho sada krta krta Wo kbawabo ma کھوئے hua mera mohsin Koe to mjhe us mohsin sa mila da Mera Toota hua kbawabo ki tabeer ha wo Koe to mjhe meri taberr sa mila da Roo roo ka صدائے yar ki mena Mill gaya mjhe ko jis ki arzoo ki thi mena                                                                     Meena. 

Inspirational words

💕Ek bat mera دماغ ma har waqat ghomti rehti hai Wo ya ka " دوسرا کیا سوچ" raha ho ga Hum log dosro ki soch unki nazar sa ku dekh raha hota hai Hum ku hamesha esi دوڑ ma laga hota ha ka hum dosra ko behtar janta hai Hum dosra ka دل  و دماغ Ko parh sakta hai Hum kya jadogar hai jo logo ka دل و دماغ ma kya hai Jan saka Hum esi soch ki waja sa پتا nahi kon kon si galt fehmiya پال laita hai Hum ku apni soch pa nazar ni دوڑتے Hum kesi soch rakhta hai Hum kesi ذہنیت ka malik hai Hamre galt soch r galt اندازو ki waja sa apna sath sath dosro Ko b آگ ma لپیٹ laita hai Hum khud Ko thek ثابت karna liya pta ni kesa kesa حربے apnata hai Zara Sochiya! Agar hum dosro Ki soch pa nazar rakhna r uska demag parhna ki بجائے! Khud ki soch pa nazar rakha Apni socho Ko saf rakha To hamein kabi bi kise ki soch Ko janana ki zarorat ni para ge Koe kya sochta hai kya chahata ha hamein kya Hamein khud sa مطلب hona chaheya Ya soch hamein hr cheez sa بالاتر kar da ge ...

Self-realization

Ma roz rat Ko sota hua nend sa بیدار ho jate ho  R sochna lagti ho mena din ma kya kuch kiya Agr mjhe yad ajae ka mena kis sa سخت الفاظ ma Bat ki hai To dil ma ek کھٹکا sa lagna lag jata hai Chaha ma haq pa he ku na ho us waqat  Ek خوف dil ma Beth jata hai Kahi meri moo sa nikla hua الفاظ usay bura to ni laga Kya uska dil to ni dukha ho ga  R tab ma dil ma he apna رب sa معافی mangana lag jati ho Ya Rab mera moo  sa nikala hua un alfazo ki mafi mangti ho R tab Ja ka mjhe thora sakoon milta ha  Dil-o-demag sa بوجھ khatam ho jata ha Insan Jo apna مواخذہ khud kr sakta ha Wo koe r nani, jo ap khud Jan sakta ho wo doara ni bta sakta Insan in waqat mangata ha khud liya Thora waqat khud Ko b Di jiya  Khud sa bate ki jiya  Jo sakoon khud sa bat kr ka milta ha wo kise sa bat kr ka ni milta Ek bar کوشش kar dekhiya.                                    ...

Love and money

Insan بےبس tab ho jata ha jab apna he moo mor laita hai Ek insan dosra insan sa kya chahta hai دولت sa بھڑ kar koe cheez ni hoti kya Kya hum ya sochta hai!  Agar دولت na raha to insan kya kare ga Hum ku hr cheez ko paiso ma تولتے  hai Sochiya agr hum rishta paiso sa khareed la To wo to hamara sath tab tak raha ga jb tak ap pass paisa ha Agr paisa na raha to wo rishta b sath chor daita hai Insan Ko chaheya wo apna andr payer muhabbat خلوص  paida kare Kunke ya wo cheeza ha Jo insan Ko hamesha dosra insan sa جوڑ ka rakhti hai Hr cheez ki qeemat ni hoti r na he hr cheez بکاؤ hoti hai💞 Hum dunya ki sub sa qeemti cheez sirf r sirf apna اخلاق sa khareed sakta hai Jab hum Mar jata ha to log ya yad ni rakha ga ka  Ap pass kitni دولت thi  Balka kaha ga kitna اخلاق aur  محبت wala insan tha Apna dil ma ek dosra Liya payer paida kare  Na ka ek dosra ki dolat ki hawas                 ...

Feelings

Wo mera tha, wo mera ha, wo mera he raha ga Mera dil ka chaman yuhi mehakta raha ga Wo aya meri zindagi ma ek ehsas ki tarha  Wo meri zindagi ma raha gulistan ki tarha Wo gulistan Jo tha رنگوں sa bahara Wo jo hai  پھولوں  ki khusboo sa mehakta  Wo jis ki chahta na mjhe jeena sikhaya Wo jo ha meri tanhaye ka محور  Wo jo ha meri اداسیوں ka mohsin Wo jo ha meri خاموشیوں ki sada  Wo jo ha mera لبوں ki sada Wo jo ha meri روح ma basa  Wo jo ha meri socho  ma basa  Koe to پہنچاے us tak mera dil ki sada Koe to btaye usko mera پتہ  Manga ha usko mena  دعاؤں ma ro ro kar Wo hai meri دعاؤں ki قبولیت  Wo mera tha, mera hai, mera he raha ga Mera dil ka chaman yuhi mehakta raha ga                                                                     ...

Forgiveness

Ma sochti ho agar insan sa kbi koe galti ho jae To hum usay maaf ku ni krta ha  Kya saza daina, malamate krna apko khush krta hai Kya galti insan ka hr rishta sa bare hoti hai Kya galti insan ki shafqat,  muhabbat sa bare hoti ha Kya insan ya sochta ha ka dosra Ko saza da ka r maaf na kr ka uska nuqsan ka Madawa ho jata hai Hum galt hai !  Kya hum khuda sa bhar kr hai Wo khuda jo hr galti gunnah ka bawajood apna banda Ko maaf kr daita hai Wo khuda jo satar ماؤں sa zayada apna bando sa payar krta hai Hum ku ni kuch cheeza waqat aur halat pa chor daita Hum ku ni dosra ki galtiyo Ko ya soch ka maaf kr daita  Waqat sub sa bara مرحم hai Inteqam kise masla ka hal ni  Kise dard ki dawa nahi Kise zakham ka Marham nahi درگزر krna sikha ya sub sa bara marham, dawa r sakoon hai Jab wo Rab maaf kr sakta to hum ku ni Sochiya !                     ...

Incident of my life

Ek din ek hotel ki dosra manzil pa ek کھڑکی ka pass khare thi. Aur khare hue bahir dekh rahi thi. Meri nazar سڑک pa chalti hue gariyo ki back lights pa pare Jo door sa bohat khubsurat manzar پیش kar rahi thi na koe awaz r na he koe شور. Par jesa he کھڑکی  khuli to wahi khubsurat lagna wala manzar ek jhatka ma خوفناک lagna laga. wo شور kano ma chubna laga.  Mena socha phir insan Jo بظاہر ko bohat pursakoon maloom hota hai. Hum uska andar ka شور  ku ni sun paita. Jab hum roz mara ka is chor sa Bhagat ha پرسکون  jaga dhondhta ha.  Phir hum ek dosra ka andar chupay hua choor sa itna بےخبر ku hai Ku hum ek dosra ka is choor Ko ni samjhta ku hum ek dosra ki uljano Ko suljata ni. Ku hum ek dosra ki taraf مدد liya hath ni  bharhata.  Ku hum ek dosra ka andar ka شور ko sun ka ان سنا kar daita ha.  Ek dosra ko samjhiya sunya حل talash kr ya.  Warna ya شور hamein andar sa he ختم kar da ga.  Sochiya ga zaroor!  Meena. 

Hide and seek

Such kya ha Jo hum hamesha chupana ma laga rehta hai Such kya ha jis liya hum hazaro jhot bolta hai Such kya ha Jo andr rakh ka insan Ko Kha jata ha Such kya ha Jo insan ka sakoon khatam kr daita hai Such kya ha jo insan Ko demagi bna daita hai Such ya ha ka Jo kiya ho, kaha ho, hua ho usay wesa he bayan kiya jaye jesa wo wakoo pazeer hua ho Hum log such bolna sa ku darta ha  Hum ku such pa jhoot ko fokiyat daita hai Agr waqat rehta such bol diya jae insan kin kin cheezo sa Bach sakta ha Such hamein jhoot ka konwa sa bachata ha Such hamar dil ka sakoon r taskeen hai Such hamra roz roz ka dar Ko khatam kr daita hai Jo na bolna sa insan ko Kha jata ha Such boliya bina ya socha ka hamra sath kya ho ga Agr dosra shakhs ma zaraf Ho ga to wo apko samjh ga Apki galti Ko maaf kr da ga  Such chupana Liya jhoot ka Sahara mt la Kunke akhir pa ta hamra Liya he nuksan da ha.  Waqat rehta such bola Bad ma bola ga...

Misunderstanding in relations

Galt Fehmi kya ha Jo Rishto ma ajae to rishta Kha jate hai Galt fehmi matlab kise ka bara ma khud he  koe guman kr laina  Kise dosra sa pocha us sa bat kiya begair usay galt samjh laina Dil he dil ma ya galt fehmi bugz, nafrat,  hasand r intekam ki aag paida kr daiti ha Rishto Ko demak ki tarha khokhla kr daiti hai Aur ek din ya galt fehmi hum sa wo hr cheez door kr daiti ha Jo hamein khud sa zayada aziz hoti ha Agar hum khud sa he andaza lagana ki bajaye  US insan sath Beth ka bat kr la us say poch la Wo kuch second ki bat apko kya kuch khona sa Bacha sakti ha Galt fehmi insan ka sakoon barbad kr daiti hai Khud sa koe guman na kare Zaroori ni Jo hum soch raha ha Jo samjh raha hai wo he thek ho Rishta waqat r itemad mangata hai Lehaza unha waqat Di jiya r galt fehmiyo ko jaga na Di jiya                                 Meena. 

Dil ki awaz

Mena dil sa pocha tum itna udas ku ho Dil bola meri udasi ki waja tum ho Mena pocha wo kesa bola.!  Kya tum na kbi mjhe sa meri udasi ka pocha Kya tum na kbi mera andar jhanka Kya tum na mjhe wo ehmiyat Di  Kya kbi kise mushkil parashani ma mjhe yad kiya Kya kbi mera darwaza pa dastak di Kya kise dosra ka dil Ko mera darwaza pa dastak daina di Ma heeran hue in sab sa ma kesa itni anjan thi Ya such ma mena dil ko demag pa ehmiyat di R us ehmiyat na mjhe sa meri khushiya cheen li Such ha mena kbi andr jhanka ni  US na mjhe sa mera sakoon cheen  liya Such ha mushkil parashani ma demag ki suni Isliya mena apno Ko khud sa door kr diya  Aj mera dil tanha ma tanho r meri dunya tanha hai                                                                         ...

Death

Insan ka asal ghar kon sa ha Wo jo wo is dunya ma bnata ha Jis ma wo apna azizo sath rehta ha Jis ma wo apni zindagi ki lakho bahara dekhta hai Jis ma wo apna Bacho Ko khushiya dekhta hai Kya ya sub hamesha insan sath rehta hai Kya ya log Jin liya insan apna din-o-rat ki parwa ni krta Jb insan marta ha to wo dafnaya jata hai Haqiqat ma wohe uska gar hai Jaha usay akela rehna hai To phir hum log is dunya ka garo Liya khud ko ku aziyat ma dalta ha Ku apna apna hiso Liya rishto ka taqadus pamal krta hai Sochiya!                             Meena. 

Words of heart

Kehna Ko ha bohat kuch Par lab khamosh hai Ehsasat o khawahishat ki jang ma  dil to  ro raha hai Par lab khamosh hai Meri bebasi dekho yaro Ankh roo rahi hai Par lab khamosh ha Khoon sa likha mena shab o roz apna Dil jal raha hai Par lab khamosh ha Koe to sun la meri sada bin kaha Mera lab khamosh hai                                             Meena.

Realities of life

Insan Jo chahta ha wo hasil kr ka b khush ni hota Aur Jo ni chahta wo hasil kr ka mutmaeen ku ho jata ha Ya pasand r na pasand, hasil r la hasil ki jang ma phansa ku rehta  Kya Jo hum chahta ha wo mil jana he kafi hota ha Hamein sakoon ku ni milta Jo hum chahta ha usay paa ka Akhir ya sakoon ha kya jis ki talash ma insan ki justuju he khatam ni hoti Kya hum apna andar ki awaz sunta ha  Hamra andar ek dil ha Wo kya chahta ha  Hum to dil r demag ki jang ma dil ko hara daita ha R sakoon Ko b khudi apna hatho dafan kr daita ha.                                                                                            Meena.